Monday 13 April 2015

Dhat Teri Ki Song Lyrics from Gori Tere Pyaar Mein Movie 2013

Movie Name: ABCD

Starring: Imran Khan, Esha Gupta

Singer:  Sanam Puri, Aditi Singh Sharma

Music: Vishal - Shekhar

Lyricist: Kumaar




Dil ne zabardasti ki
Maine zara si masti ki
Badhne lagi thi nazdeeqi
It’s going down tonight
Mujhko yaqeen tha
Action ka scene tha
I was buzzin'
She was buzzin'
We was buzzing Ou..

Aankhon se jo karni thi
Baatein woh besharmi ki
Mujhko galat-fehmi thi
It’s going down tonight
Maine to socha tha
Bas yehi mauqa tha
I was buzzin'
She was buzzin'
We was leaving but!

Teen sau baar baj gaya telephone
It's Mummy Daddy sayin come on home
I said main nai aana, main nai aana
Dhat teri ki main ghar nai jaana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Izzat se kiss my ass
Main ghar nai jaana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Mauka hai kiss my ass
Main ghar nai jaana

(Nahi jaana....
main ghar nahi jaana... )

Kiya jaaye kuch hothon se
Inn nazron se hai kya karna
Maine-tune jo socha hai
Woh bhi karne se kya darna

Yehi raat hai
Isi raat ke
Issi pal mein kho jaana
Paas aake hum chaahe jo karein
Subah bhool tum jaana

Maine ki jo manmaani
Shuru ki jo chhedkhaani
Mere dil mein thi beimaani
Maine usey poochha
Chal meri jagah chalein
Ya phir teri jagah chale
Woh maani...
(woh maani.. woh maani.. )

Teen sau baar baj gaya telephone
Its Mummy Daddy sayin' come on home
I said main nai aana, main nai aana
Dhat teri ki main ghar nai jaana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Izzat se kiss my ass
Main ghar nai jaana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Mauka hai kiss my ass
Main ghar nai jaana

When I take a little look at you baby
Baby.. baby..
It makes me a little crazy.. crazy, crazy
And you n me we about to happen
I got a feeling its about to happen
But, every time we about to happen
Oh, No! say ain't so

Teen sau baar baj gaya telephone
Its Mummy Daddy sayin' come on home
Say....
Main nahi aana, main nahi aana
Dhat teri ki main ghar nai jana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Izzat se kiss my ass
Main ghar nai jaana

Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Dhat teri ki main, dhat teri ki main
Dhat teri ki main ghar nai jaana
Roka toh kiss my ass
Toka toh kiss my ass
Mauka hai kiss my ass
Main ghar nai jaana

0 comments:

Post a Comment

 

Love Wallpaper

|

gallery wallpaper

|

birds sound

|

birds gallery